100+ New Sad Poetry || Sad Poetry || Urdu Poetry || poetry
100+ poetry, new poetry
collection of best poetry
![]() |
Dil raakh ho chuka to chamak or barh gai y teri yaad thi k amal kemiya ka tha |
![]() |
charagh main bhi tha or roshni main bhi rakhta tha bhuja gai ha tery shehar ke hawa mujh ko |
![]() |
baithi rehti teri roshni main jalta raha chaand apny gee main |
![]() |
hota ha mery dard ka har roop anokha aati ha teri yaad bary bhais badal kar |
![]() |
hayat ik mustakil gham k siwa kuch bhi nahin khushi bhi yaad ati ha to aansun ban k ati ha |
![]() |
ujaly apni yaadun k mery pas rehny do na jany kes gali main zindagi ke shaam ho jaye |
![]() |
dard baitha ho to ruk ruk kar kask hoti ha yaad gehri ho to tham tham k qarar ata ha |
![]() |
sun kar hamary dukh ko charaya tha ik shakhs ny agar ha to yaad karain gy tamam umar |
![]() |
kes ny tor diya ha meri ana ka bharam mery shaoor sy muhabbat ko aazmaya ha |
![]() |
y kon ha jo mery saath saath chalta ha fizaaye waham o gumaan ka akaila tair ho |
![]() |
wo waqt aye ga meri shanakht bhi ho gai ghubar rah main dooba hua musafir hun |
![]() |
shayari jaagti ha aankhun main khaab ka silsila nahin hoti |
![]() |
zindagi kurbatun ko hehty hain ya kabhi faasla nahin hoti |
![]() |
dyr tak hont jalty rehty hain baat jo bar mila nahin hoti |
![]() |
baichari fakhatain kahan par kushada ho saari fizaon par ha taslt ukaab ka |
![]() |
hamary shaher ky munsif shreek jurm rah kr bhi szaein bant daity hain jzaien chen laity ha |
![]() |
yu jan de k azmat adam barha gay ham sarkashida log thy gardn na gham hoi |
![]() |
orat ko smajhta taha jo mardunka khelona us shaks ko damad bhi wasa he milaa |
![]() |
ankhy dasht dasht hain dil bhi dukha howa guzra taha aj bhi wo hamien daikhta howa |
![]() |
tum mun say na bolo ankhein btati hain kiya je tumhay hain ham khwab smjhty hain |
![]() |
mujh ko pagal kr diya ak husan ky shahkaar ny mujh ko khusboo ke trah mahkaya ak gulzar ny |
![]() |
jesy is ke khusbo pr mera he raaj has jsy mery sir pa iske ulftaun ka taj ha |
![]() |
main tu pagal hogiya wo kud bhi dewani joi sri duniya say alag ho ker wo injani hoi |
![]() |
ishq pagal he krdaita ha bara zalim ha ya jan bhi ya lay laita ha bara zalim ha ya 100+ New Sad Poetry || Sad Poetry || Urdu Poetry || poetry |
![]() |
ak pagal ha kisi pagal ke bahun mai dil main ankho main rhay or in ke nighaun main |
![]() |
try kloos ke chaaun smit gai lakin try kiyalun ka saya buhut draz rahaa |
![]() |
ziker ak roz prakhny ka kiya taha tum nay ek diya zulf ky saye mian jlaa rakha ha |
![]() |
manaa k pur fraib ha wada tara mager krty hain intzar baray atbar say |
![]() |
judai ka ek lamha guzara ham ny yu kalid w ayein gy wo any waly hain wo agay shaid |
![]() |
turk ulfat kr do ruswa na zaman kr dy badgumn sab je nzer ho munzoor ha |
![]() |
ay bujhny wali shma mera koi bhi nai tanha na chor mujh ko shab intzar main |
![]() |
ek yahi roshni baqi ha meri duniya main main tari yad ke qandeel bhujhao keasy |
![]() |
in ky khat ky arzo ha in ke amad ka kiyal kis qadr phailaa howa ha karobar intzar ka |
![]() |
tari batain tari yadian try rangeen khtut apny hmrah yai zad safer rakhy hain |
![]() |
intzar khat main try ankhy hogai sufaid warq sada bhajh daiyay hajat nai tahrer ke |
![]() |
parh tu liya mager keasy phaink dun khushboo tumhary hath ke inhein kaghzo main ha |
![]() |
loh jabeen py sabt ha rudar zindagi har chand bay zuban hon magar bay zaban nahin |
![]() |
jeet lay jaye mujhy koi naseebun wala zindagi nay mujhy dao py laga rakkha ha |
![]() |
charagh bazm sitam main hamara haal na pooch jalay sy sham sy pehly bujhy hain shaam k baad |
![]() |
hami ha gul hamain bulbul hami hawai chaman faran khaab y daikha ha kaid khaany main |
![]() |
koi aya ha na aye ga Dil nadan kabhi mery darvazy ka parda to sada hilta rahy |
![]() |
kia tarashy koi chehrun sy haqeeqat k nakoosh log afsanun kirdar nazar atay hain |
![]() |
main rang rang k saakya ya bhary sabu na daikha mujhy jo teri nigah k maikdy main chalak rahi ha pila mujhy 100+ New Sad Poetry || Sad Poetry || Urdu Poetry || poetry |
![]() |
y jaam y sabu y tasawur ke chaandni saaki kahan madam zara aankh to mila |
![]() |
thi shamil sharab un aankhun ke shokhiyan haathun main jaam atay he ham larkhara gaye |
![]() |
chalak rahi ha tery husn meherban ke sharab bhara hua labalab har ik nigah ka jaam |
![]() |
chalky huay thay jaam pareshan thi zulf yaar kuch aisy haadsat sy ghabra k pee gaya |
![]() |
shama bhi jal rahi ha or main bhi jal rahi hun shamma pighal pighal k main baha baha k aansun |
![]() |
mit chaly meri umeedun ke tarah harf magar aaj tak tery khatun sy teri khushbu nai gai |
![]() |
tamaam umar tera intazar kar lain gy magar y ranj rahy ga zindagi kam ha |
![]() |
un ko dy aye hain khud apni muhabbat k khatoot ghamgusarun ke zara nama bari to daikho |
![]() |
ham zaist ke raahun main diay gham k jala kar beety huay lamhun k niishan dhoond rahy hain |
![]() |
aankhun ko intazar k lamhat sonp kar neendain bhi ly gaya apny safar k saath |
![]() |
ab intazar k saray charagh gul kar do k waqt bhi gaya ho gaya paraya wo |
![]() |
mery takheel k kartaas par dhundli se lakeerain thar thara k teri tasweer bana daiti hain |
![]() |
phir ha ankhun main charaghun ka saman shaam huay aaj phir roshni deeda bina ha koi |
![]() |
khizan raseeda ha jeewan tery baghair magar main inr=tazar ke shamma jalaye baithi hun |
![]() |
y tashangiyan kal bhi thi or aaj bhi zaidi es hont ka saya bhi mery kaam na aya |
![]() |
sasri sarkun py ujala ha hunar mandun ka mor par aashiq ke choti se dukan aj bhi ha |
![]() |
hamain do char adaib or bhi hon gy jin ko talwar k saye main kalam yaad raha |
![]() |
gham agar karo to usi ka samaj abhi wahi ha aray y bhi koi gham ha k na mil sakain gy ham tum |
![]() |
jism ke deewar py likha tha khaali ha makan jism k aangan main jab daikha to kitny shehar thay |
![]() |
sab kuch luta k rah e muhabbat main ahl e Dil khush hain k jaisy dolat konain pa gaye 100+ New Sad Poetry || Sad Poetry || Urdu Poetry || poetry |
![]() |
jaisy hayat o mot ke makhloot chaashni lamhat intazar ke lazzat na poochiay |
![]() |
kar laity hain tehreer sy deedar sanam ham moosi ke tarah tor par jana jaya nahin krty |
![]() |
dasht ghurbat main kisi dost ka khat haath main phool khila ho jaisy |
![]() |
jal bhuji shamma to parwany wafa bhool gaye kon aata ha kisi sokhta saman k paas |
![]() |
ham aap naraz muhabbat sy chupaye jaty hain baka k gham hain magar muskuraye jaty hain |
![]() |
haadsat main ulajh kar muskurana meri fitrat ha mujhy na kamiyun par ashk barsana nahin aata |
![]() |
umer bhr jalny ko itna hosla payein gy ham bujthy bujhty chand shmaein tu jlayein gy ham |
![]() |
ahaet pa kan dard pa nazer dil main iztrab pocho sitam kasho say mza intazr ka |
![]() |
raat dahleez pa baithi rahein ankhy meri tu na aya koi khwab he bhajha hota |
![]() |
bulaoun ga na milo ga na khat likho ga tujhy teri khushi ky liya kud ko ya ssaza dun ga |
![]() |
khat py koi nam taha or na koi nishan meri neghaein raz say parda uthaa gai |
![]() |
parh kr tera khat mery dil ke ajeeb halat hoi iztrab shok ny ek hashir barpa kr diya |
![]() |
asar kahy rhay hain ab wo na ayein gy umeed kahy rhai ha abhi iintzar kr |
![]() |
ab tak isi umeed pay ho mahw intzr shaid wo nay ufq say day ga sda mujhy |
![]() |
janisarun ke frhsast zra dikh tu lun tu ny tarteeb say likha ha mere nam kaha |
![]() |
juda na kr nazrun say main na kahta taha ab intzar tujh ha ya intzar mujhy |
![]() |
khat tera pa ky hamdam daman intazr choot giya |
![]() |
hzar shair kahy yu tu kahny walun ny kisi kisi ny dil mubtla say batien ke |
![]() |
buhut say hain jo baar safer uthaa na saky buhut say hain jinhein rasta nai maloom |
![]() |
ak din ay ga jab or bhi uryain hokr admi jeeny ko thori se ziya mangy ga |
![]() |
zindgi ke taweel rahun main loog milty he choot jaty hain |
![]() |
dil ky rishty ajeeb rishty hain sans lainy sy toot jaty hain |
![]() |
zamana yu tu hr ik pr nazr nai krta qlam ke bay adbi drguzr nai ktraa |
![]() |
meri ruh ke haqeet meri anso say pochoo mera majlsi tabusm mera tarjuman nai ha |
![]() |
inhein pathrun pa chal kr ager asaku tu ao mery ghr ky rasty main koi kahkisha nai |
![]() |
jo din guzer gay tri iltafat main main in ko jorun k ghtha dun hiyat main |
![]() |
dewany ko takti hain tery shahr ke galyian nikla tu idher lot ky bad nam na aya |
![]() |
labun pa gheet tu ankho main khwab rakhty thy kabhi kitabun main ham bhi gulab rakhty thay |
![]() |
lahu main tairty phirty mlal say kuvh hain kabhi suno tu dil main sawal say kuvh hain |
![]() |
kabhi kisi ka jo hota taha intzar hamein bara he sham o sehar ka hisab rakhty thy |
![]() |
bas itna hosh ha mujhko k ajnabi hain sab tu kiya howa hun safer main kisi diyar man hun |
![]() |
is say ham ny kab mulaqat ka wada chaha door rah kr tu isy or zaydha chahaa |
![]() |
kitab dil ko tu pani main phaink ay tahy tery diyay hoy kuch phool yad ay buhut |
![]() |
mila taha rah main ak anso ka soda gr tum is say apni yaad ky moti khrred kay buhut |
![]() |
guzry hoey lamhun ke marhoom rfaqat bhi qabrun pr khary hoker jazbat say mat darnaa |
![]() |
rudad sir daman kab tak na ayaa hoge nkrda gunhaun ky mun main tu zaban hogai |
![]() |
din ko ya rakh rkhao wali shakl sahb ko dewange sai milti ha |
1 Comments
good effort
ReplyDelete