sad poetry for love || sad poetry in urdu || sad poetry lover |
khara hun Dil k dorahy py haath phailaiyChupaiy Chupty Nahin Zindagi K Gham Ab To
|
![]() |
nazar uthny lagi Dil ke taraf haadsy mery ab arman huay |
![]() |
marhaly zaist k asan huay shaher kuch or bhi wairan huay |
![]() |
aik aan main hain hayat badalti ha apna rang ik dor ke tarah koi ata ha saamny |
![]() |
gaon ja kar karo gy kia baki shor kuch dyr shaher ka sunty |
![]() |
main Dil sy parhun us ko ata ha samajh main warna ha wo khaab main bhi juzwan sy agay |
![]() |
itna likhun ga tery baad bhi tery baray main anay walun nay tujhy pehly he daikha hoga |
![]() |
kia kahain kaisy wo tanhai k mosam thay k jo tum sy jhaily ham sy guzary na gaye |
![]() |
ankhun ko intazar k lamhat sonp kr neendain bhi ly gaya koi apny safar k sath |
![]() |
main sochta hun ktu darbadar na ho warna tujhy bhulany main koi zamany lagty hain |
![]() |
kuch nahin chahiye tujh sy ay meri umar rawan mera bachpan mery jugnu meri guriya la dy |
![]() |
mera shaoor behalta nahin ha lafzun sy k khat k nahin tery intazar main hun |
![]() |
na pooch zindagi kitni kari ha kisi ke yaad seeny main gari ha |
![]() |
chaly atay tumhary paas laikin judai raasta roky khari ha |
![]() |
thehry samandarun ke trah tum ho bay talab abar rawan hon mujh ko tumhari |
![]() |
meri jhuki nigahain talash krti hain koi zameer ka lehja koi asool ke baat |
![]() |
kuch to tery mosam he mujhy raas na aye kuch meri mitti main bagawat bhi bohot thi |
![]() |
baarish k duaon main nami ankh mil jati ha jazbun ke tery itni sadakat bhi bohot ha |
![]() |
tajdeed mulakat ke soorat nahin bnti uljhy huay dhaagy ka sira dhoondty rahy hain |
![]() |
Duniya bhi pataal su bahar ka safar ha manzil kabhi raastun k hawaly nahin krta |
![]() |
jin sy thi insaf ke umeed ahl e dard ko ghor sy daikha to un k paas banain na thi |
![]() |
darya ke gehrai naapo moti haath lagain gy kia pao gy na tayar o jazby ke gehrai |
![]() |
wo zindagi badosh nahan sy guzar gaya ab umar bhar hayat ko roya kary koi |
![]() |
dhop ho chandni ab ham thakhi ankho ky sath urh ky chader try gham ke kahein so jayen gy |
![]() |
hzarun azmatein quban is daman ky gharit pr jo majbori ky alam main phailya nai jata |
![]() |
chor jany waly tujhy itna bhi ahsas nai isky dil pr kia guzry ge isko gham bhi raas nai
|
![]() |
ya mujh say meri hasrat nazara cheen lu ya wo nazer bhi k tum ao nzer |
![]() |
ruka ha bay sabab tu bhi sr rahh mujhy bhi tujh say kuch kaenha ha |
![]() |
tujhy daikha ha jab say sham aloda meri ankho main din itraa nai ha |
![]() |
chragh sham he tanha nai ha in ankho main bhi wo chahra nai ha |
![]() |
doba taha jo tara meri tanhai ky sath subha ko meri he wahsht say namudar huwa |
![]() |
ya nai ranj main abad na hu pai dukh tery liya berbad nai ho pai |
![]() |
tamam umar chali phir bhi kam hua na kabhi wo faasla jo tery ghar sy mery ghar ka ha |
![]() |
kuch bhi na raha yaad hamain tujh sy bichar k muddat hui k khud apna pata dhoond rahy hain |
![]() |
jo Dil main ha ankhun k hawaly nahin krta khud ko kabhi khaabun k hawaly nahin krta |
![]() |
in ky dukhy ajeeb hoty hain in ko sahny ka hosala rakhna |
![]() |
pari chahrun say wasta rakhna jitna mumkin ho fasla rakhna |
![]() |
\ na dosti sy rahy na dusmni say rahy hamein tmam gily apni agahe say rhay |
![]() |
is zindgi ky husan ky tabandgi na poch jo hadso ke dhoop main tap ke nikher giya |
![]() |
duniya ke fiker dain ke batin kuda ke yad sab kuch bhula diya try 2 din ky piyar ny |
![]() |
dewana kr diya ha gham intzar nau ab tak khbaer na le mery shuar nay |
![]() |
zindgi sooz bany saaz na hony pay dil jo tooty mager awaz na hony pay sad poetry for love || sad poetry in urdu|| sad poetry lover |
![]() |
asar hua teri zid ka kuch es trah sy k ham judaiyun k tasalsal main aas kho baithay |
![]() |
wo khail khail main hota gaya bohot mohtat hansi hansi main ham apny hawas kho baithy |
![]() |
ajeeb tarz k shiddat pasand thay ham bhi khushi khushi main ke gham bi paal rakhy hain |
![]() |
ghamun sy yaari thi himmat bhar rakhty thay zara zara se kasak bhi sambhal rakhty thay |
![]() |
daikh kr jo hamain chup chaap guzar jaata ha kabhi us shakhs ko ham piyaar kiya krty thay |
![]() |
kia zamana tha k ham roz mila krty thay raat bhar chand k hamra phira krty thay |
![]() |
un ko bhooly hain to kuch or pareshan hain faraz apni zaanst mai dil nay bari daanai ke |
![]() |
phather mujhy kahta ha mera chahny wala main mom hun us ny mujhy choo ke nai daikha |
![]() |
ankho main raha dil main utr kr nai daikha kashti ky musafir ny samnadr nai daikhaa |
![]() |
nay kiyalun na faslun ky sath ay na mil saky gy rasty pr ham ab tu |
![]() |
fasly asy bhi hun gy ya kabhi socha na taha samny baitha taha mery or wo mera na taha |
![]() |
ham naghma kuvh ghzalu ky ham sorat gr kuvh khwabun ky by jazba shok sunayein kiya koi kwab na hu tu batain |
![]() |
kuda andaz biyan andaz zuban kar day tu itna dilun main arzo ban kr utr jay seghn apna |
![]() |
yaha tu yad bhi unke bhlaa saky na kabhi wo kon log hain jo tak ishq krty hain |
![]() |
milo kis say wo darmiyan rahta ha wo jo mila nai us ka dihan ratha ha |
![]() |
jo kuch hmary sath howa wo bja na taha itnuy bury bhi kab tahy ager ham bhly na tahy |
![]() |
is ke judai khaa gai ghun ke trah hamein ham saght jan phaly yu khokly tu na thay |
![]() |
tumhary sath rahna bhi mushkil ha buht or bin tumhary rahas bhi nai jats |
![]() |
buhut door khein andr tbahi mchaa daity hain wo ishk jo ankho say bahy nai sakty sad poetry for love || sad poetry in urdu || sad poetry lover |
![]() |
bikher rahy tahy so ham ny utha liya kud he gulab jo teri kater saja rakhy thy |
![]() |
bas ak ashk nidamat ny saf kr daly wo sab hisab jo ham ny utha liyay thay |
![]() |
mehroomiyun ka or bhi ahsas yun hua maanga tha jo bhi tery siwa mujh ko mil gaya |
![]() |
wo duniya thi jahan tum band krty thay zaban meri y mehshir ha yahan sun ni paray gee daastan meri |
![]() |
ay falak tu he bata k husn o khoobi main ziada tar ha tera chand ya hamara chand |
![]() |
gham zindagi gham bandagi gham do jahan gham jaodan meri har nazar teri muntazir teri har nazar mera imtihan |
![]() |
y gham nahin ha k ham donun aik na ho saky y ranj ha k koi darmiyan main bhi na tha |
![]() |
muhabbat k liay koi Dil dhoond tootny wala y wo may ha jisay rakhty hain naazuk aabgenun main |
![]() |
maheeny wasl k ghariyun ke soorat urty jaty hain magar ghariyan judai ke guzarti hain maheenun main |
![]() |
us zamany main dostun ka khaloos jis ny daikha naseeb sy daikha wo to bilkul wafa sy aari thy ham ny jinko kareeb sy daikha |
![]() |
main bola mujh sy baat karo wo bola pagal awara main nay khud ko dyr talak khud likha pagal awara |
![]() |
badal diya ha kuch itna khizan nay chehrun ko bahar aye to shayad hamain na pehchany |
![]() |
dastakain dy guzar jati hain kitni yadain Dil wo darwaza ha jo barson main kahin khulta ha |
![]() |
zindagi jitni bhi ha ab mustakil sehra ha or sehra main tera dur tak saya nahin |
![]() |
waqt rukhsat a gaya Dil phir bhi ghabraya nahin us ko ham kia khoain gy jis ko kabhi paya he nahin |
![]() |
chu jaye hawa jis sy to khushbu teri aye jaty huay ik zakham to aisa mujhy daina |
![]() |
jis k kehny p kiya tark e talluk sab sy ab wahi shakhs mujhy tana tanhai daita ha |
![]() |
main tujhy dhoondny yaadun ke khuli sarkun par khusk pattun ke tarah roz bikhar jata hun |
![]() |
sookhi ha bari dair sy palkun ke zabanain bas aj to gee bhar k rola dy koi a kar |
![]() |
main apny Dil ke khushi ke Dua kia mangun yahi bohot ha k do shaadman dikhai diya |
![]() |
pooch un sy jo bichar jaty hain toot parti ha qayamat kaisy |
![]() |
1 Comments
nice
ReplyDelete