100+sad poetry lover || sad poetry for love || sad poetry for lover || sad poetry life:-
Poetry is a beautiful feeling. Which is described in short-length words. most people like poetry.
I have a collection of poetry which I made for you. This is a sad poetry collection given below the article.
I made this in many forms like in image form in text form for text also present in Urdu.
If you like my effort then please share it with your friends
What Is Poetry..??
Basically, poetry is a beautiful feeling. Anyone can express themselves in short words. basically, poetry is broad feelings that are expressed in short words. poetry includes any type of feelings like sadness happiness love .this this is a collection of many feelings.
Verse, the specialty of refined articulation, rises above the unremarkable and touches off the spirit with its musical rhythm and clear symbolism. It's the speculative chemistry of words, creating feelings into refrains that reverberate across time and culture. Each line is a brushstroke laying out scenes of the heart, bringing out enthusiasm, distress, or bliss in its perusers. Verse moves between the unmistakable and the theoretical, winding around accounts through representations and analogies. It's a safe haven where sentiments find comfort and considerations track down lucidity. In a universe of commotion, verse murmurs insights, welcoming us to stop, reflect, and embrace the excellence of language's unlimited conceivable outcomes.
Quotes are a wise sentence in a short sentence that elaborates the many critical thinking in one sentence.
I have a collection of quotes which is a great collection.
I have a poetry collection that is the best collection. you have to check. one of the best collections ever. I wrote in different forms. I have written for SMS I have written in the Urdu language I have written in English and Hindi as well. If you like this collection then plz share it with your friends and let me know in the comment section below.
sad poetry in Urdu:-
Best collection
Check it out
100+ best poetry in Urdu.
![]() |
jin k hontun py muskarahat ho wahi ankhain udaas hoti hain |
![]() |
deewar khastagi hon mujhy hath mat laga main gir paron ga daikh mujhy aasra na day |
![]() |
thehro to aik awaz nujh azan safar day ghar jao to ik saya uthay mujhy a kar |
![]() |
hamary dil ko abhi tak tumhari chahat ha makan dhoond raha ha mera makeen aye |
![]() |
unhain tareekh k tor par nahin bakhshy ge wo katil ko shaheedun main bitha laity hain |
![]() |
pagal na kar day tujh ko musalsal akaila pan chal khud milna ja kabhi apny ap say |
![]() |
ansun nay rafakat na chori kabhi lakh un ko nazar say girty rahy |
![]() |
y kon log andhairun ke baat krty hain abhi to chand teri yaad k dhaly bhi nahin |
![]() |
main us ke dastaras main hun magar wo mujhy meri raza say maangta ha.. |
![]() |
kabhi to ho mery kamry main aisa manzar bhi bahar daikh k khirki say muskurai ho |
![]() |
wo jis ke aik pal ke baya rukhi bhi Dil ko paar thi us nay khud apny hath sy likha ha mujhy bhool ja |
![]() |
sakoon Dil k liay main kahan kahan na gai magar y Dil k sada us ke anjuman main raha |
![]() |
itni jasartain to usi ko naseeb thi jhonky hawa k kaisy galy say lipat gaye |
![]() |
dur reh kar bhi sada rehti hain mujh ko thamy huay nahain us ke |
![]() |
matam ke fiza shaher Dil main mujh main koi shakhs mar gaya ha |
![]() |
mil jaye agar teri rafakat mujh ko to yahi jurm kafi ha |
![]() |
us ke hurmat ka mery Dil ko bhi paas bohot chup rahy ga meri namoos ke khatir wo bhi |
![]() |
lipti jui ha ap k qadmun say zindagi khud ko kisi makam par tanha na pao gy |
![]() |
na shikvy lab tak any do na ashk ankhun say barsao muhabbat ka takaza ha sarapa zabt ban jao |
![]() |
main mutmain k Dil say chahti ha mujhy wo wo khush k dost us ka ha mohsin sa khush hasaal |
![]() |
ham sakhan koi nikla na ham zaban nikla agarcha saara zamana jawan nikla |
![]() |
umar bhar mera mukhatib wo tha baat jis ko na samjh ai meri |
![]() |
na jany kab khatam ho gulistan ke yak rangi taras gai ha naye manzilun ko binai |
![]() |
masoomiyat par us ke koi kiyun na mary karty hain wo nishana bari saadge say sath |
![]() |
yaadun ke jarain phoot he parti hain kahin say Dil sookh bhi jata ha to banjar nahin hota |
![]() |
kabhi na tootny wala hasaar ban jaon wo meri zaat main rehny ka faisla to kary |
![]() |
ay sitarun k chahny walo ansuon k charagh haazir hain |
![]() |
zinda rehna ka saleeka koi ham say seekhy kharzarun main bhi rehna tum he krty rahna |
![]() |
muhabbatain bhi ajeeb us ke nafratain bhi kamal meri tarah ka mujh main sama gaya ik shakhs |
![]() |
y kia k lot bhi aye sarab daikh k log wo tashange thi patal tak utarna tha |
![]() |
tery baghair bhi teri tarah zinda hun hosla bhi Dua kar Khuda na day mujh ko |
![]() |
es liay bhi khud manaon ga usay k mujh say roothny wala bhula na day |
![]() |
wo apni bazm main mujh ko mil k pachtaya wo chahta tha k main sar jhuka k baithun ga main |
![]() |
dil gawah ha k mujhy kabhi raas nahin ai kabhi teri muhabbat or kabhi teri judai ... |
![]() |
kahan tak sambhalo gy dil asbhalta he nahin us paar ha bay basi us paar ha tanhai sad poetry lover || sad poetry for love || sad poetry for lover || sad poetry life |
![]() |
wo nishan daikh lena jab bhi guzar ho tera meri daastan chupi ha do guzar zameen kay neechay |
![]() |
yaadain reh gai hian fakat hayat sy hayat main kabzy main Dil ke ab koi dolat nahin rehti |
![]() |
badan k karb ko wo bhi na samajh paye ga main Dil main rooan ge ankhun main muskuraon gee |
![]() |
ik umar jisay khaab ke maanid he daikha chuny ko mila ha pareshan bohot hun |
![]() |
tum nay agar dukan barha le to kia hua ham ko bhi dard Dil ke dawa mil he jaye ge |
![]() |
ragun main phail gaya jab bhi karb ha tanhai tubab Dil py tujhy gangna liya main nay |
![]() |
ujaly es kadar bay noor kiyun hain kitabain zindagi say dur kiyun hain |
![]() |
sard ankhun main khaab rakhna ratjagun k azaab rakh jana |
![]() |
meri tanhai k sarhani tum yaad ke kol aik kitaab takh jana |
![]() |
barh gai wehshatain mosam ke anayaat k baad ham kabhi roay kabhi hans pary barsaat k baad |
![]() |
jo apny sar py daaly garo mah o saal baithy hain unhain pehchan y tery shikasta haal baithty hain |
![]() |
sarak ko chor kar chalna pary ga k mery ghar ka kaccha raasta ha |
![]() |
khushiyun k lamhat main aalam jazbat main tum hamain yaad rakhna Eid k lamhat main |
![]() |
gham jahan ho rukh yaar ho k dast adood salook jis nay kia ham nay aashkana kiya |
![]() |
jis ke fitrat main zar se bhi wafa milti ha us ko duniya main bari sakht saza milti ha |
![]() |
kon y janta tha k duniya ha bay wafa sharminda hon k lab py tera naam a gaya |
![]() |
abhi bhi barsaat ke raatun main badan toot ta ha jaag uthte hain ajab khaheshain angrai ke |
![]() |
subah mery jory ke har kali salamat rahy goonjta tha khushbu main raat bhar ka sannata |
![]() |
koi sawal jo poochay to kia kahon us say bicharny waly sabab to bata judai ka |
![]() |
chand bi meri karvatun ka gawah mery bistar ke hr shakan ke tarah |
![]() |
alam khayal mard ko Dil main na la abhi safaak zindagi say ha paaly pary huay |
![]() |
unhain zameen par kahin bhi panah na mil saki jo log rooth kar apny makan say nikly |
![]() |
mana k tum haseen ho magar es qadar nahin jitna k meri deed nay tum ko bina diya |
![]() |
unhin pattharun py chal k agar a sako to ao mery ghar k raasty main koi kehkashan nahin ha |
![]() |
ham he bay taab nahin dard judai ke qasam karvatain raat gaye wo bhi badalta hoga |
![]() |
jany kab tak teri tasweer nigahon main rahi ho gai raat tery aks ko takty takty |
![]() |
main nay phir tery tassawur k kisi lamhay main teri tasweer par lab rakh diay ahista say |
![]() |
dard ke qeemat kon chuka ha Dil he kisi k paas nahin ha |
![]() |
nazar ati ha bicharti hui sari duniya sj es tarah koi mujh say juda hua ha |
![]() |
chaman tum say Ibadat ha baharain tum say zinda hain tumhary saamny phoolun say murjhaya nahin jata |
![]() |
yakeen kijiay sahib yakeen naay he mara |
![]() |
kaisy kar laity ho bay rukhian nahin dikhta tumhara???? |
![]() |
mery marny py kisi ko khaas fark na hoga bas ik tanhai roye ge k mera hamsafar chla gaya |
sad poetry lover || sad poetry for love || sad poetry for lover || sad poetry life
![]() |
sabar krny pay aon to mar kar bhi na daikhun tum nay daikha he nahin abhi mera patthar hona |
![]() |
zakham wahi hai jo chupa liya jo bata diya wo tamasha ban ha |
![]() |
ham esi wehm o guman main raat bhar chalty rahy chupny wala ha andhaira honi wali ha sahar |
![]() |
kuch to tanhai ke ratun main sahara hota ha tum na hoty na sahi zikar tumhara hota jin k jany say jan jati ha ham nay un ka bhi jaana daikha ha |
![]() |
kia kaha tera jurm bataon daikho ham muskura nahin paaty |
![]() |
fikar krni chor de donon nay us nay meri or main nay apni |
![]() |
main nay bhi badal diay asool e zindagi ab jo yaad kary ga bas yaad rahy ga |
![]() |
kon se baat ha tum main aise itny acchay kiyun lagty ho |
![]() |
mery rooth jany say ab un ko fark nahin parta bay chain kar daiti thi jin ko meri khamoshi |
![]() |
ham nay tery baad muhabbat ko jab bhi likha gunah likha |
![]() |
main nay kaha aik pal main kaisy nikalti ha jaan phir us na chalt chalty mery hath chor diya |
![]() |
ajeeb rishta raha kuch es tarah apnun say nafratun ke wajah mili na muhabbatun ka sila |
![]() |
jo tum nay kabhi ke he nahin mujhy wo muhabbat udaas rakhti ha |
![]() |
ham nay socha tha k batain gy y sab dard tumko par tum nay itna bhi na poocha k khamosh kiyun ho |
![]() |
mujh say kia wada wo jab kisi or say krta hoga hayy mujhy yaad to krta hoga |
![]() |
badla kia lun ha tum say aj bhi tum hansty huay acchay lagty ho |
![]() |
wo jo hansta tha ahl e Dil py kabhi ro para khud ko daikh k tanha |
![]() |
takleef y nahin k muhabbat ho gai dard y ha k ab bhulaya nahin ja raha |
![]() |
muskurata hun to andar he mar jata hun kia samjhty hain log bohot khush rehta hun |
![]() |
phr kahin bhi panah nahin milti muhabbat jab nay panah ho jaye |
![]() |
koi to baat ha Dil main or itni gehri ha teri hansi ankhun tak nahin pohnchti |
![]() |
lafz parhna to meri adat ha tera chehra kitab sa kiyun ha |
![]() |
wo jo ik lafz ke khushbu na rakh saka mehfooz main us k hath main sari kitab kia daita |
![]() |
musarratin bay kayas hoti hain sooratain gham shanas hoti hain |
![]() |
us na manga bhi agar kuch to judai mangi or ham thay k ham inkar na krna aya |
![]() |
jidhar bhi jaon nazar main us ka par to ha wo mery dihan k sab raastun main rehta ha |
![]() |
bichar k us say pareshan hun bohot main bhi suna ha wo bhi bari uljhanun main rehta ha |
![]() |
Ishq nay seekh he le waqt ke takseem k ab wo mujhy yaad to ata ha magar kaam k baad |
![]() |
nashna ke tarah jo aaj milta ha mujhy ik talluk sa bhi us ko meri zaqat say tha |
![]() |
teri ankhun ke udaasi mujhy krti ha udaas teri tanhai k khayal say dil tanha ha mera |
![]() |
jaagta to ha thak jati hain ankhain meri zakham jalty hian tery dard mujhy hota ha |
![]() |
sabhi k hath ka patthar mery badan py laga mujhy pata bhi nahin kon kon tha apna |
![]() |
phir tery bazad koi naksh na ban ny paya wark dal ko yun he main nay bhi saada rakkha |
![]() |
ameer shaher meri jhonpri py tanz na kar y tery zarf say har haal main bari hogi |
0 Comments