All poetry present here in this video on YOU TUBE
|| Sad Poetry || Urdu Sad Poetry || poetry || || poetry in urdu ||
|| 100+ poetry ||
100+ Best Poetry
![]() |
lutaya ham nay sab kuch ha muhabbat teri rahon main fakat do char ansun reh gaye bay noor ankhun main |
![]() |
ankh main ansun na aye lab pay khamoshi rahi kia jatan krty rahy aik gee behlany ko ham |
![]() |
patthar na jaye apny he chehry k aks say ay khud faraibio k gada aina na daikh |
![]() |
ik hasrat dil main rahi unhain apnany ke magar wo shakhs aj talak na ban saka mera |
![]() |
doob kr dard main kuch khaab saja lun main bhi teri qurbat ka koi lamha chura lun main bhi koi |
![]() |
yun to raha rahen sitam haye rozgar laikin tery khayal say ghafil nahin raha |
![]() |
kalab dariya say rahy dur kinary jaisy faasla rakhty hain kuch yun bhi hamary apny |
![]() |
ik khaab ho gai ha wo rasam dosti ik waham sa ha ab k mry sath tum bhi thay |
![]() |
kati ha jin k khayalun main umar apni muneeb maza to jab ha k es shokh ko pata he na ho |
![]() |
in ungliun ka lams tha or meri zalf thi gaisu bikhar gaye to qismat sanwar gai |
![]() |
nigah yar ka kia ha hui hui na hui y dil ka dard ha piyary gaya gaya na gaya |
![]() |
dhondo usay kahan jo rag o pay main bas gaya daikho usay kidhar jo bazahir nazar main hain |
![]() |
ahat na kar k main tujhy gee bhar k daikh lo aisa na ho k gir pary deewar khaab ke |
![]() |
ubhra na tera husn khado khaal abhi tak tasweer teri karz ha tasweer tasweer garun par |
![]() |
ham say muhabbatun ke numaish na ho saki han itna janty hain tujhy chahty hain ham |
![]() |
ham dono daikhty rahy bandhan ka tootna tum muskura k reh gaye ansun baha k ham |
![]() |
lay kr baitha hun wohi yaas ky khai bartan warna barsat main tlab bher jaty hain |
![]() |
rahbro ky bheeis badly rahzan thay taak main karwan lutny say phaly raaz afshaa hogiya |
![]() |
bay chari fakhtaien kaha pr kushada hun sari fizaiun main talut uqab ka ha |
![]() |
hmary shaher ky munsif shreek jurm rah kr bhi szaien baant daity hain jazaein cheen laity ha |
![]() |
us ky klos main bhi zrort ka rang taha wo dy rhaa taha mujh ko dua mery samny |
![]() |
hay is door main kis kis ka bhrosa kijiyay kal mery samny saaye ky damn say khanjer nikla |
![]() |
mit jay ge makhlooq tu insaf kro gy munsif hoto ab hashir uthaa ku nai daity |
![]() |
main hotlu ky nager main tlaash krta raha wo sondhi pas jo mati ky bartnu main thi |
![]() |
dhuu raha taha kal jisy apny phathy kurty ky sath aj wo bacha usi gari ky nechay agiya |
![]() |
mujhy zaim k main hussn muswar hun' inhein ya naaz k tasveer tu hmari ha |
![]() |
kitny bay fiez hain yadion ky talismati mahal dhoop he dhop ha dewar ka sayaa bhi nai |
![]() |
tum nay kaha taha ishq main aksr ak sa mousm rahat ha kaha gai wo sawan ankhy kaha gay wo jal thal log |
![]() |
badal diya ha kuch itna ghizaan ny chahrun ko bahar ay tu shaid hamy na pahchany |
![]() |
tum nay kaha taha ishq main aksr ak sa mousm rahat ha kaha gai wo sawan ankhy kaha gay wo jal thal log |
![]() |
badal diya ha kuch itna ghizaan ny chahrun ko bahar ay tu shaid hamy na pahchany |
![]() |
ziker is pari wash ka or phir biyan apna ban giya raqeeb akhir tahas jo raazdaan apna |
![]() |
kiyun bnaty ho nafratun ka mahal piyar ka ghar nibhao chota sa |
![]() |
daikhta hun jo sar e rah Janaza ka jaloos Dil insan ke tamannaon upar rahm ata ha |
![]() |
main to us waqt say darta hun k wo pooch na lay y agar zabt ka ansun ha to tapka kaisy |
![]() |
duniya nay teri yaad say baigana kr diya tujh say bhi dil faraib hain gham rozgar k |
![]() |
wo Musalman thi "ALLAH" say sharmati rahi or bhagwan say gori nay sajan maang liya |
![]() |
kirdar main hoty hain jo folad ke maanid jazabat main behty nahin sailab ke soorat |
![]() |
adl o insaf hashar tak he to mokoof nahin zindagi khud bhi gunahon ke saza daiti ha |
![]() |
khalootun main roay ge chup chup k lailay ghazal es bayaban main na ab aye ga deewana koi |
![]() |
silsily un ke nigahun k bohot dur ho gaye kar dil khatam hua kar jahan baki ha |
![]() |
lut gai he sar bazar ana k poonji bik gaya hun kisi majbur kar zaiwar jaisy |
![]() |
zard chehrun ke kitabain bhi hain kitni makbool tarjamain in k jahan bhar ke zabanun main mily |
![]() |
Dil main tunhary mojzan jazbat kia huay khushiyun say par thay wo mery lamhat kia huay bachpan k din thay fikar na koi bhi gham he tha guzry huay dinun k wo halat kia huay Dil dhoondta ha phir wahi lamhat piyar k ab dil ko kia khabar ha wo halat ka huay |
![]() |
us cheez ka kia zikar jo mumkin he nahin sehra main kabhi saya deewar na mango |
![]() |
jo ham yaad ain gay to aik kaisy ashk apny chupao GAY kasam kha k kaho mehfil main kaisy muskurao gay |
![]() |
mudat hoi tum ko kahein daikha bhi nai kia tum nay na milny ke qasm khai hoi ha |
![]() |
dil ky hathu hgay majboor ham phir ak baar go k ham ny khai thi trk muhabbat ke qasm |
![]() |
ek halqa ahbaab say chath jay tu phath jay main wo injan tamna hun k her dil main |
![]() |
tumhary bin chamn wairan ha kantun ke qasm hamko jo tum chho chly ao k chupky say bahar ay |
![]() |
main bay wafa nai hun try piyar ke qasm ghrbat ira rahi ha mery piyar ka mzak |
![]() |
sabhi masroof mustaqbil howy hain kisy ahsas ha baity dino ka |
![]() |
naseeb ab yaha kis ka khulhy ga yaha ha dam oncha chahtu ka |
![]() |
kabhi tu loot kr ay ga mujh tak' jo sath he rah chuka ha bachpanu ka |
![]() |
bars jati ha bin bersat ankhy taayun kr ky tari duriyion ka |
![]() |
ham say muhabbat krny waly roty he rah jayein gy ham jo kisi din soy tu soty he rahh jayein gy |
![]() |
shab hijrain chragh dil jlaon bhrosa kiya ha mati ky diyun ka |
![]() |
dfna diya giya mujhy chandi ke qber main main jis ko chahti thi wo larka ghreeb tha |
![]() |
palku pa apni rakh ky utha ly giya mujhy kisi shan dalbri say chruu ly giya mujhy |
![]() |
kud ko mansor kis mun say pukaru akhir mery shanu pa abhi tak mera sar baqi ha sad Poetry || Urdu Sad Poetry || poetry || poetry in urdu || |
![]() |
muntazir hun dair say sapnu ka jalwah bhjh du tum nay ay tu koi apnay jaisa bhajh du |
![]() |
ham nay asy ujar de jeasy zindgi baap ke kmai ho |
![]() |
phool ha gulab ka nasha ha sharab ka ankhy tu daikh rahi hain kia fida niqab ka |
![]() |
ya mujh say meri hasrt nazara cheen lu ya wo nazr bhi du k tum nzr ao mujhy |
![]() |
rishta wo shoq ka jo taha shoq ke nazr hogiya ab koi bay wafa nai ab koi ba wafa nai |
![]() |
bandh kr mery bazo pr taweez nazr ka kud mujh pr wo nazrein jmay baithy hain |
![]() |
es qadar kashish ha tumhari adaon main ham agar tum hoty to khud say ishq kar laity |
![]() |
chor k jany waly tujh ko itna bhi ahsas nahin k dil par kia guzray ge jis ko gham bhi raas nahi |
![]() |
na hath diya na glay mily na muyassir tumhari deed hui ab tum he batao y qayamat hui k Edid hui |
![]() |
hazarun azmatain qurban us daman ke ghairat par jo majburi k alam main phailaya nahin jata |
![]() |
accha nahin lgta bar bar kisi ko apni yaad dilana hoti ha jin main wafa wo khud he yaad kr liya karty hain |
![]() |
har raat mera dil khud say y sawal krta ha hr kisi ka sath nibhany waly khud kiyun tanha rahy rehty hain |
![]() |
ham nay khud ko zara or jana to ham tery or bhi deewany nikly |
![]() |
dariya ke gehrai main na to moti hath lagain gay kia pao gay naap k yaaro jazby ke gehrai |
![]() |
jin say thi insaf ke umeed ahl dard ko ghor say daikha to un k paas binai na thi |
![]() |
ghoomti phirti ha laila baglun ke tarah kais nay dasht main i shahar basa rakkha ha |
![]() |
har hath main t phool mahak bhi nahin daity khushbu ke tamanna ha to phir piyar bhi lao |
![]() |
dil main reh kar baat asar kho baithy ge hont hain chup to ankhon say iqrar karo |
![]() |
un neem wa ankhun ke tarkish say lahu ho kar siyad ek zulfun main saza kaat raha hun |
![]() |
hontun par tabassum ke tarah naam ha tera or yaad teri ankh main kajal ke tarah ha |
![]() |
y itni raat gaye kon dastakain day ga kahin hawa ka he us nay na roop dhara ho |
![]() |
aisa na ho k lams badan ke saza bnay ge phool ka hwa ke muhabbat say bhar na jaye khud phool nay bhi hont kiay apny nam chori tamam rang ke titli k sar na jaye |
![]() |
charag mai bhi tha or roshni bhi rakhta tha bujha gai ha tery shahar ke hawa mujh ko |
![]() |
tery shahar main to fakat gurbat ha bay waqar mery shahar main hurmat dastar bhi nahin |
![]() |
tu jaisy mery paas ha or meh e sakhan ha mehfil se jama daiti hain aksar teri yaadain |
![]() |
usay faraz agar dukh na tha bicharny ka to kiyun wo dur talak daikhta raha mujh ko |
![]() |
tu tu khusyiun main kahein apny ghwrha hun shaid main kiyalun ma try bhrthi hoi sehra sehraa |
![]() |
wo wada kr gaye hain ayein gy khwab main mary khushi ky neend na ay tu kiya krun |
![]() |
ankhy he kaha krti hain sab dil chuphy raaz ku tujh ko yaqeen meri neghaun pa nai |
![]() |
sach ha hr ak khwab tu hojata ha pora dar ha k hr kewab sundr nai hota |
![]() |
ek ujaly ke tlab main ak sehar ky shook main kitni he treek ratun say guzr jata hun main |
![]() |
kitabun main likhy jaty hian duniya bhr ky afsanay mager jin main haqeeqt hu kitabun mai nai rahtay |
![]() |
ankhy khuli hoi ha hr ek lala zar ke ay dost koi had ha try intzar ke |
![]() |
meri traf ko daikh ky asi ha by qrar mustaq subha kud ha shab intzar aj |
![]() |
muntazer ha jo arsy say daikhny ko tumhaein bechti rahti hain tri rah main wo pur nam ankhy |
![]() |
main in ky tasavur say zara khail rai hun is waqt mujhy gardish durain na pukary koi |
![]() |
rakhin nzer ky samny tasver khwab naz pahrun tary kiyalun main baith rah hun |
![]() |
zinda jo tary hijer main hun tu kia ajab go tu nai ha pas tari arzo tu ha |
![]() |
habib itni kasish tu hogi negha shok main apni idher dil main kiyal ay udhr dedaar hojay |
![]() |
gham tu nai ha mager koi dil udas ha shaid koi aziz yaha say guzr giya |
![]() |
in neghaahun ka bhi hota ha kuch ishra ilzam jurm ulfat ko ku baar baar daein ham |
![]() |
bechar ky mujh say tu nay ya bhi na socha adhora chand bhi kitna udas lagta ha |
![]() |
wo bechrha kuch is ada say k rut he badal gai ik shaks pory shaher ko wairan kr giya sad Poetry || Urdu Sad Poetry || poetry || poetry in urdu || |
0 Comments