50+ New Eid Poetry || Eid Poetry || Poetry For Eid || Poetry In Urdu ||Best eid poetry ![]() |
es Eid par wo mery saath nahin magar us ke yaadain us ke baatain sab mujhy yaad ha us nay mujhy bhi yaad kiya hoga phir mery khayalun main khoay hoay tasweer kay lamhay main dheeray say kaha hoga Talha Eid Mubarak |
![]() |
ay chand jab wo tari traf daikhey tu unhaein kuch yad dilana idher say kuch geet sunana or kahnaa.... tumhay koi yad krta ha tari arzo tari umeed krta ha koi aj bhi tumhy dikh kr eid krta ha |
![]() |
tery kehny py lgai ha mahendi main ny eid pr ab tu na aya tu qiymat hogi |
![]() |
jis din wo khay mujh ko gly apny lga lu wo roz roz eid ho shab shab brat |
![]() |
eid ka chand flak pr nzer aya jis dam mri palko pr sitary thay tri yadion ky |
![]() |
or dino ka hisab rhany du ya bto eid py kia yad kro gy |
![]() |
chlo acha howa ab ky eid tanha guzeri gly mil ky buhut roty ager jo tum ajaty |
![]() |
dais main nikla hoga kahein eid ka chand perdais main ankhy kai nam hun ge |
![]() |
mah noor dakhny tum chath py na jana hergiz shaher main eid ke tarregh badal jay ge |
![]() |
ankh tum ko he jab na pay ge eid kaisy phir mnaei jay ge |
![]() |
tmam shadi shudha hazrat or bacho ko eid mubarak baqi rah jany wly kanearun ko neend mubarak |
![]() |
gham he gham ha teri umeed main kia rkha ha eid aya kry ab eid mian kia rakha ha |
![]() |
tahwar sary saza ban jaty hain sirf ak try na hony say |
![]() |
shaid tum ao main ny isi intzar main ab ky bars ke eid bhi tanha guzr de |
![]() |
try becharny ky bad tri qasm ham eidion ko manty he nai |
![]() |
eid pheeky lag rai ha ishq ke taseer bhajh a gly mil ya libas eid main tasweer bhajh |
![]() |
talkiyain chubny lgi jab zeest ky pamany main dard ky marun ny ghool ky piya eid ka chand |
![]() |
us say miilna tu usy eid mubarak kahna ya bhi kahna k meri eid mubarak krday |
![]() |
ya eid tu phir lot ai jo bhechar gay kab looty gy |
![]() |
Saahib e Akal hain ap aik masla to hal kijiay rukh yaar nahin daikha kia meri hogi |
![]() |
khud to aya nahin or Eid chali ai Eid k roz mujhy yun na satay koi |
![]() |
tujh ko meri na mujhy teri khabar jay ge Eid ab k bhi dabay paon guzar jay ge |
![]() |
agar saahib e ilm hoto batao deedar yaar na ho to Eid ho jati ha |
![]() |
teri deed jiko naseeb ha wo naseeb deed ha tera bolna meri zindagi tera daikhna meri Eid ha |
![]() |
waisy to nahin miltay chalo kar lain bahana seeny say mery lag k kaho Eid Mubarak |
![]() |
ek mulakat ka moka day kr tum meri Eid ke Eidi day do |
![]() |
na mil saky ham es Eid par to koi baat nahin jazbun main ho khaloos to Eidain hazar hain |
![]() |
tanha baith kr tumko pardais main yaad karain gay tumhari yaadun k sang ham bhi Eid manain gay |
![]() |
chaand ko he daikh kar agar ati ha Eid to to yakeen maano main har roz Eid karta hun |
![]() |
main muntazir hun teri deed ka tu nazar ay chand Eid ban kar |
![]() |
kis simt say ao gay Eid par itna to bata do main aj say he bicha dun es rah pay nighain |
![]() |
ya Eid bhi guzri hamary hasb e saabik kapray nay thay or gham wahi purany |
![]() |
wo baat tak karny main nahin muttafik galy milny ke hasrat liay baithay ho |
![]() |
Eid to un ke hogi jin ko deedar e yaar naseeb hua apni Eid bhi guzar gai rah e yaar daikhty daikhty |
![]() |
usay pasand tha siyah libaas mujh pa us nay meri Eidain bhi muharram kar di |
![]() |
kash ke Eid k un haseen lamhun main meri zaat gumshuda tujhy yaad ay |
![]() |
aankh nam kar gaya bichray huay logon kja khyal wo daikho dard e dil day kar chali ja rahi ha Eid |
![]() |
Eid k khayal nay khush to kar diya ha laikin ab bhi tumnhain soch k dil bohot udaas ha |
![]() |
suna to ha k wo ay ga Eid par milny agar ya sach ha to phir Edi bhi mana lain gay |
![]() |
khush ho gaya ha dil na umeed aj khabar ho gai k Eid ha aj |
![]() |
daikho Eid anay wali ha Edi ka saath tum bhi a jana |
![]() |
ay zindagi mujhy kuch muskurahatin udhaar day Eid anay wali ha mujhy rasmain nibhani hain |
![]() |
daikha halal Eid to aya tera khayal wo asman ka chand ha to mera chand ha |
![]() |
tumhari deed say mashroot meri Edi ha janan nikaab rukh zara phairo k meri Eid ho jay |
![]() |
ham na manain gay Eid ai ha ap atay to Eid bhi ati |
![]() |
khuda kray tumhain ya Eid raas a jay tum jis ko chaho wo tumhary paas a jay |
![]() |
Eid jab ati ha to milny ka imkaan rehta ha mil kar kia kahain gay soch kar dil paraishan rehta ha |
![]() |
daikha Eid ka chand to mange ya dua ha RAB say day day tera saath Eid ka tohfa samajh kar |
![]() |
tujh ko daikh k Eid kar lain gay meri nainun k chand tera shukriya |
![]() |
bohot se baatun ko taala tha Eid par par tum nay hisaab apna chuka hun k Eid ai ha |
![]() |
har baar ke tarah es Eid par bi na jany ku sirf tujhy daikhny ke khuwahish ha |
0 Comments