50+New Urdu Sad Poetry || Sad Poetry ||
![]() |
bacchay maon ke godun main hain roty roty soay aag aflas ke jab sy bhaki aksr chu ha hui |
![]() |
ab koi nagmun ke aahat ha na karnun k khatoot es qadar oonchi meri deewar tanhai na kr |
![]() |
Dil shammah ban k jal utha tareek zaist main aankhun ko tery khat ka abhi tak yakeen nahin |
![]() |
han wo jo mujhy daikh kar ssadh gaya ha us ko kabhi sannatun sy nafrat bhi bohot thi |
![]() |
elbam main mery aj bhi mehfooz ha nasir yaadun k phool gham ke dhank chaahtun k rang |
![]() |
ham par dariya ghair ka saaya bhi ha giran behtar ha rlihaaz sy apny watan ke dhoop |
![]() |
itna mukhlis hun k dhoop ko bhi baant diya apni tanhaiyun ko apna mera saya bhi nahin |
![]() |
maangu to koi aik bhi katra na dy saka daikhun to saara shehar he dariya dikhai dy |
![]() |
aandhi ny ghonsly ko ura kar he dam liya tahir agarcha laakh gareeb Dua karta hun |
![]() |
aj kyun es shehar main aag aye nafrat k babul do Dilun sy mit gaye Islam k zarain asool |
![]() |
utha laita hun apni airiyan jab saath chalta ha hona es qadar mery kado o kaamat sy chalta ha |
![]() |
roye hain mujh ko daikh kar tanha wo raasty jin py tery baghair main guzara kabhi na tha |
![]() |
jaany kiyun roty hain Dil ko khol k tanhai main log hans mukh sy orun ko hansaany waly |
![]() |
parh k tera khat mery Dil ke ajeeb haalat hui aztarab shok ny ik hashar barpa kar diya |
![]() |
marny k baad bhi meri aankhain khuli hain aadat se par gai thi tery intazar ke |
![]() |
geely kaaghaz ke tarah thehri zindagi apni koi likhta bhi nahin koi jalata bhi nahin |
![]() |
ab to ghabra k ya kehty hain k mar jain gy mar k bhi na chain paya to kidhar jain gay |
![]() |
jogi ka roop dhaar k lamhun k naag ko gaya tha main pakarny magar khud dasa gaya |
![]() |
laraz jaata hun aksar daikh k masoom jazbun ko ya kam san jawanun ho kar kahin kaatil na ban jaye |
![]() |
waisy to tumhain ny mujhy barbad kia ha ilzam kisi or k sar jaye to accha ha |
![]() |
ahda wo aya k har shakhs usi soch main ha sacchy logon main mera naam na aye ab k |
![]() |
aam ha ab to zameerun ke tijarat ka kaam mery maalik mery bacchun ke hifazat karna 50+New Urdu Sad Poetry || Sad Poetry || |
![]() |
duniya sy guzarna ha to daamna ko samaito kaantun say bhari dostun y reh guzar ha |
![]() |
jin ky seenun main khuda basta ha wo apni ankhun ko tar rakhty hain |
![]() |
gham baantny ke cheez nahin phir bhi dosto aik doosry k haal sy wakif raha karo |
![]() |
chupy sharma kr pardy main magar laity gaye Dil bhi shararat ko baghal main lay k andaaz hijab aya |
![]() |
kes simt ko ly jaaty hain ya dur tarki dhaatun k huay jism to patthar k huay Dil |
![]() |
maana k aitbar main dhoky bhi hain magar ho saky tu shikasta Dilun sy piyar kro |
![]() |
ya meri aankhain agar gham chupany wali hain tu phir kahaniyan duniya ny kiyun bna le hain |
![]() |
ajeeb kahat para ab k saal ashkun ka k aankh tar na hui khoon main naha kar bhi |
![]() |
main tera banda hun magar bandagi sy azad tu khuda ho k khudai s ymagar ghafil nahin |
![]() |
munafkat ka ha kes darja ya jadeed andaaz mujhy mila dushman bhi aashna ke trah |
![]() |
asan na kar de ho kahin mot ny mushkil roty huay beemar bari dyr sy chup hain |
![]() |
jo soot kaatny main raat bhar masroof rahi us ko ser dhaanpny k liay orhi nahin mili |
![]() |
zindagi jis ka bara naam suna jata ha aik kamzor se titli k siwa kuch bhi nahin |
![]() |
samandrun k safar ka ha us ko shok bohot magar kamal ha gaaghaz ke nao rahta ha |
![]() |
aise basti ko zameen chaat liya krti ha zulm barh jaye jahan had sy ziyada |
![]() |
kosar suna ha koi pukara kia hamain ly kr hamara naam hamaray baghair bhi |
![]() |
heera chamak utha jo tarasha gaya usay khai ha thokrain to sabhalti hain zindagi |
![]() |
zulm bacchay jan raha ha koocha o bazar main adal ko bhi sahab olad hona chahiye 50+New Urdu Sad Poetry || Sad Poetry || |
![]() |
ao chup ke zaban main khawar itni batain karain k thak jain |
![]() |
ham ny to khud sy intakam liya tum ny kia soch ky muhabbat ke |
![]() |
zindagi tu nay mujhy Kabar sy kam de ha zameen paon phailaon to deewar sy sar lgta ha |
![]() |
gareeb shehar to faaky sy mar gaya arif mery shahar ny heery sy khud kushi kar le |
![]() |
taaza phoolun ke khushbu ha kisi k khat main us ke tehreer gulaabun ke khabar laaty hain |
![]() |
aaj ak teri raah main palkain bicha k ham baithy hain intazar ke shammain jala k ham |
![]() |
dharak rahi ha sar e shaam sy ya chingari jala k raakh na kar dy ya intazaar ke aag |
![]() |
umar to sari andhairy main nahin kat sakti ham agar Dil na jalain to zaya kaisy ho |
![]() |
mudadatain guzri wo ghar chor chuka ha phir bhi un dareechun main ha bay taab nigahi kaisi |
![]() |
daikh ly sookhi tehniyun ke taraf pooch mat intazaar kia shy ha |
![]() |
mujh sy bichar k tu raha sab ke nigahun main tujh sy bichar kr main kisi kabil nahin raha |
![]() |
bichar k mujh sy kabhi tu ny y bhi socha ha adhoora chand bhi kitna udaas lagta ha |
![]() |
shajar bay saaya ho jaye to samjho bichar jany ka mosam a gaya ha |
70+New Urdu Sad Poetry || Sad Poetry ||
Sad Poetry || Urdu Sad Poetry||
![]() | ||
yaar ke judai ka dukh seh nahin saky thay agar kisi nay poocha to bata dain gay ham Poetry In EnglishCouldn't bear the pain of separation If anyone asks, we'll let you know | , |
bichray agar tum say to roya karain gay ham palkun ko ansuon say bhigoya karain gay ham Poetry In EnglishIf I cry from you, we will We will soak the spinach with tears |
tujh ko agar mumkin nahin magar itna to mumkin ha k teri arzu main zindagi ke shaam hojaye Poetry In EnglishIf it is not possible for you but it is possible May your love be in the evening of life |
tery khayal say daaman bacha kar daikha ha dil o nazar ko bohot azma k daikha ha nishat jaan ke kism to nahin to kuch bhi nahin bohot dinun tujhy ham nay bhula ka daikha ha |
tamam umar sath daita ha kahan koi ya jaanti hun magar kuch dur sath chalo Poetry In EnglishWhere does all the ages support? ya know but walk some distance along |
tu nay bhari duniya main mujhy ruswa kiya kiyun ha dil main k piyar main nay kiya kiyun Poetry In EnglishWhy did you make me angry in a world full of hai dil main ka pyar main ne kiya kyun |
teri shak ke nigahun k isharay ajeeb hoty hain nazrun say nazrain milny waly nazary ajeeb hoty hain Poetry In EnglishThe tears of your doubt are strange The sight that meets the eye is strange |
teri bay rukhi k baad qudrat nay ya rang dikhay ek pal main bay muravvat hon gay tery shaher k log Poetry In EnglishAfter your rudeness, nature has seen or color One moment I will be dead |
tu nay chaha he nahin halat badal sakty thay mery ansun teri ankhun say nikal sakty thay tum nay alfaz ke taseer parkha ko he nahin narm lehjy say to patthar bhi pighal sakty hain |
tu nay ghareeb samajh kar mehfil say nikal diya kia chand ke mehfil main sitary nahin hotay Poetry In EnglishThinking you poor, you left the gathering I would not be a sitter in Kia Chand's gathering |
tanha udaas chand ko samjho bay khabar sab kuch wo sun raha ha magar bolta nahin marzi Poetry In EnglishTreat the lonely sad moon as bad news He is listening to everything but does not want to speak |
tery baghair kitni afsurda thi bazm e shar ay dost ab parhun main ghazal kisko daikh kar |
azal say bas gai sar bulande apni fitrat main hamain tootna ata ha jhukna nahin ata Poetry In EnglishSir, I have settled with Azal, I am in my nature. We don't bow down |
ek nazar daal kabhi mery shikasta dil par dil k tukrun main nazar ay ge tasweer teri Poetry In Englishtake a look at my ever defeated heart Dil ka tukrun main nazar aaye gaye picture teri |
itna kareeb a kar tujhy je bhar k daikh lun shayad phir tum milo to ya zok nazar na ho Poetry In EnglishCome so close that I can see you all my life Maybe you meet again or you don't see |
teri aankhain k jaisy chamakta sa tara wabasta ha un say mauqaddar hamara Poetry In EnglishYour eyes shine like a star It is our matter with them |
teri lab hain jaisy pankhari gulab ke chupa hua ha tujh main husn jahan ka sara |
yum mits sakty nahin dil say mera naam kabhi phir kitabun say manany ke zaroorat kia ha zindagi yun bhi bohot kam ha muhabbat ka liay rooth kar waqt gawahe ke zaroorat kia ha |
teri zindagi main dukhun ka na shajar lagy tujhy kabhi na saher dushman ke nazar lagy Poetry In EnglishThere was no trace of sorrow in your life You were never seen by the enemy |
merygird wairaniyan hain bohot magar tujhy kabhi na farozan ke nazar lagy Poetry In EnglishThere are many varanis around me but you never looked frozen |
0 Comments