Loog Kia Kahein Gy || Log Kia Sochein Gy ||

Sad-Poetry,Sad-Poetry-In-Urdu,Poetry-In-Urdu ||

|| Log Kia Kahein Gy,Log Kia Sochein Gy  || 

     
         Aj ka almiya k loog kia sochy gy.hr shaks yahi bolta ajkal k loog kia kahein gy joky intahai fzool sooch.zindgi apke jo kam ap krny ja rhy wo ap say related tu log jo bhi sochy is say apko kia,ap apna kam kro loog jo sooch rhay unko sochny or kahny du us say hamein koi frq nai parna chahiya.logo ka sochna hmara sir drd nai ha ya un ka masla ha hmara nai ,mara kam ha apna kam apna goal achy say kerin uske trf agy barhy or logo ko kr ky dikhaein,daikho log kia kahty hain.


sad


       Dakho yr ham yaha life guzar rahy tu ya yaha msaayl bhi buhut hun gy basically zindgi tu hay he masayl ka dosras name,tu in masyl ko in problms ko hamein face krna hain in say door nai bhaghna in say pecha nai churana balky inka dat ke muqabla krna ha tab he jakr hamein kamyabi mil sakti ha.asa bilkul nai ham ya soochy k zindgi ho or baghir problms ky asa possible he naim, jasa k ager koi ager ghreeb ha tu usko 3 waqt ke roti ke tention hoti ha.


                          Us nay bs yahi sochna ma ny 3 waqt ke rooti ka bandubast krna ha uske ya problm ya hogai is ky illwa ager koi ghreeb ha tu wo bhi khush nai ha usko bhi buhut se problms ka samna krna prta ha,balky ajkal tu ameer log zaydha pershan rahty hain wo to sony ky liya bhi tablets laty hian atleast ak ghreeb admi skoon ke neend tu sota ha.kahny ka jo maqsad ha k pershaniyain tu her jagha ha in say door nasi bhagha jasakta balky inko face kiya jasakta inka hal nikal ajasakta ha.

 
      Ajkal ka masla ya ha basically ajkal ke nujwan nasl ka msla ha koi bhi kam krny lgy gy koi bhi niya step lainy lgy gy sab say pahly wo kia soochy gy???unke pahli sooch ya hogai yr ham ya kr tu rhay hain lakin loog kia kahein gy.koi bhi kam krny say pahly koi bhi step lainy say pahly apny kam ya goal ko analyse krny say pahly apny kam ka nateeja or strt schny say pahly unka phala swal or baat ya hogai k loog kia kahein gy.yar kia hogiya ha ap jo bhi kr rhay hu logo ly liya ya apny liya kr rhay ho loog jo bhi lahy kahny du ap apny kam pr focous kro or unko natejay say jwab du unko kr ky dikhao kud ko sabit kr ky dikhao tu baat bny.


sad-poetry




     Ak baat jetny mun utni batein ya muhawra tu suna hoga bs ap ny kisi ke prwah nai krni kud ke awaz sun ni ha apny zameer ke baat sun ni ha or sab say main baat ALLAH pr pora bhrosa rakhna ha usi pr twakl krna ha or ap ny kam pr lag jana ha phir daikhna apka result kia ata ha.jab bhi insan ALLAH pr bhorsa kr lita ha andha dundh 100% tab ALLAH kabhi bhi apny bandy ku ruswa nai krta hmasha uske madad krta ha hr mamly main .


    Akhri baat ap sab kahty hu na loog kia kahein gy main btata hn loog kia kahein gy loog bus itna gy ap ky end pr Iinalilahee Wa Inaa Ilaihe Rajeoon.

Post a Comment

0 Comments