Sad Peotry || Urdu Sad Poetry || poetry for EID
![]() |
ay kuda kr tu inhaein bhi eid ke khusiyain naseb jin ky dam say ham bhi hain or hmari eid bhi |
![]() |
ham ny pardais main ke chand ko takeedein in say kahna k inhein lakh mubarak eidein |
![]() |
hr ak shaks ko khusiyain naseb hun tabsum dua go hath uthao k eid ka din ha |
![]() |
EID ka chaand falak par nazar aya meri palkun pay sitary thay teri yadun k |
![]() |
roothny agar ijazat ho EID k roz milny a jaon |
![]() |
tery liay duain thi or zikar tha tera saman ashk aah say ham nay manai EID |
![]() |
es k baghair aj bohot gee idas ha ghalib chalo kahin say usay dhoond lain ham |
![]() |
chalo azab sahi dosti k yun he sahi k wo kisi ka hoa ham kisi k yun he sahi |
![]() |
abhi say us ka badal dhoondny nikal ay abhi to us ki judai ka zakham taza ha |
![]() |
apni halat ka kuch ahsas nahi ha mujhko main ny oron say suna ha k pareshan hun main |
![]() |
chal mery sath kabhi tu kisi warany main main tujhy shahar say hat kr daikhun mujh ko zid ha meri binai rahy ya na rahy tery chery say nakabain bhi to ulat kr daikhun |
![]() |
gham he gham hain teri umeed main kia rakkha ha EID aya kary ab EID main kia rakkha ha |
![]() |
EID ka chand tery dil main chubha ha shayad log kehty hain teri aankh main ansu ay hain |
kehny ko mil rahy hain galy aj sab magar ahbab dil say dil bhi milain to EID ho |
masoom say armanun ki masoom se duniya jo kar gya barbad usay |
es marhaly ko mot bhi kehty hain dosto ek pal main toot jaye jahan zindagi ka saath |
wo chand saant var ki soghat bant ta y kirchiyun say kun meri palkun main jhar gaya |
ma nay chaha tujhy EID py kuch nazar karon k=jis main ahsas k sab rang hon roshan roshan |
apni kismat ke ghataon main bhi kalty hain faraz or jahan wo ha wahan abr ka saya barsa |
jis ko daikhun jis ko parkhun lagta ha baigana sa maazi ko sab bhool chukay hain maazi ha afsana sa |
un ke taraf guzar ho to keh dena ay saba karta tha intazar koi so gavar EID ka |
halal EID py paigham un ko day dena kahan chaly gaye tum mujhko karke sodai |
kitni palkun say fizaon main sitary tuty kitny afsanon ka anwan bina EID ka chand |
EID ho jay meri ay mery charay mehboob EID k din jo tera chand sa mukhra daikhun |
or barh jati ha bhooli hui yadun ke kasak EID ka din to faqat zakham hary karta ha |
ab EID ha NA eid ke khushiyan tery baghair ahsas e zindagi ha pareshan tery baghair |
chand ke god main chandni muskurati ha EID ky roz apnun ke yaad ati ha |
pichly baras ke tarah es bar bhi rolao ge ya EID bhi band kamry main guzar jay ge |
jis din tumnhary chand say chehry ki deed hoti ha usi din phool khilty hain usi din EID hoti ha |
1 Comments
:(((((((
ReplyDelete