Sad Poetry || 40+ SAD poetry ||
With black background
![]() |
wo dil k jis pa naz raha tujh ko mudatu ay dost try naz ky qabil ha aj bhi |
![]() |
koi hmara drd parhy gais zakhmi dewarun pr apna apna nam likha ha sary rony walo ny |
![]() |
jo hasrat ghunah mai rhy hain tmam umer hairat ha asy log frishty kahy gay |
![]() |
zinda ahsas ka paikr ho koi baat tu nai sang barsak ya kahty hain k toota kia ha |
![]() |
zindgi tujh say ma umeed wafa kia rakho jab mujhy chor gay dost purany mery |
![]() |
bhol jany ka tujhy keasy taswaer krlun meri hr sans say wabasta ha yadian teri |
![]() |
kaincha kaincha sa wo rahta ha zakhm dy kr bhi main zakhm zakhm hun phir bhi galy lagao usy |
![]() |
bant ly duniya kisi ka dard ya mumkin nai bar gham duniya mian uthwaty nai mazdoorsay |
![]() |
dard say waqif na thay ghm say ashnai na thi choot wo khai ha dil per jo kabhi kahai na thi |
![]() |
daryaon ko baihty rahana ha badal ko barsty rahna ha pr kahy na saky gy jaiwan bhr ham ko jo un say kahna ha |
![]() |
kon banty ga dukh tery muhsan dosto say bhi chuph kay roya kr |
![]() |
apni yadion ky silsilay roko meri neendain hram hoti ha |
![]() |
ay ada or sunayein bi tu kia hal apna umer ka lamba safer tay kiya tanha ham ny |
![]() |
isy ganwa ker bhi is ko pany ka shok kaisa gunah ker ky bhi intzar swab ku ha |
![]() |
tera wajood he itna aziz ha k main raho kahien bhi nazer teri muntazir tahray |
![]() |
bhechrhay k tujh say chly ham tu ab k yu bi howa k teri yad kahien rastun main chor ay |
![]() |
udasi ruhh ky andr kahein per tumhara nam likh ky rah gai ha |
![]() |
wo mujhy dhoond rahy hain koi en say keh do saalhasaal usay ho gaye afsana banay |
![]() |
dushman he sahi naam to lay ga mera to bhi yun ma teri awaz main shamil to rahon ga |
![]() |
chahtun ke he zaroorat aj kal insan ko nafratun ko tor dalo doston laat o manat |
![]() |
halaat ky qadmun main qalandar nahin girta tooty jo sitara to zameen pr nahin girta darya to bary shoq say girtay hain samandar main laikin kisi darya main samandar nahin girta |
![]() |
aaj ki bohot kaali soch k deep jala k dekho |
![]() |
kahin dukhun ka tazkara kahin ghamun ka tazkara main ro diya ayaat ki kitab daikhty huay |
![]() |
dil ke ronak bhi thi tujh say he mansub or phir werani bhi tery naam say hui |
![]() |
raasty main chor kay chal diya ha es tarah wada th ajis ka saath nibhaon ga umar bhar |
![]() |
iqrar nahin hota inkar nahin hota kab aysa tamasha sar bazaar nahin hota jo dosrun k agay phailaon haath say wo shakhs kabhi yarun khuda nahin hota |
![]() |
bhala chuky mujhy jis din to y dua krna khuda kry k tujhy main bhi bhool jaon kabhi |
![]() |
wo apni shaan main judai wo ahtamam tera es ahtamam ki zehmat na phir dilaon kabhi |
![]() |
nay asmanun ki talash main sar girdan thay magar ek dasht ki siyahi kay baad purany thikany achay lagy |
![]() |
ana ki kaid say nikly mukabla to kary wo mera saath nibhany ka hosla to kary |
![]() |
es shab ky muqaddar main sahar nahin mohsin daikha ha kai bar charagun ko bujha kar |
![]() |
shoq tamanna ha k jo jaata nahin ha jab say tujhy daikha koi bhata nahin ha ya ishq haqeeqat main samandar ki tarah ha jo dub gaya phir wo nikal paata nahin ha |
![]() |
judai dost par jeena to kuch wasy giran tha aankhon say niklay ansun ky dil astan bhi tha farkat na sa sakun main kabhi bhi bahar ki bichra tha jabh wo mujh say kuch mosam khizan bhi |
![]() |
mehrumiun ka ahsas or bhi yun mehsoos hua manga tha jo bhi tery siwa mujh ko mil gaya |
![]() |
jaanta hun aik aisy shaks ko bhi main gham sy patthar ho gaya laikin kabhi roya nahin |
![]() |
tu taha nazdeek tu mery dil ko gerdish waqt ke khaber he na thi jitni kr di try taghaful ny zindgi itni mukhrasar bhi na thi |
![]() |
main wada keasy kron ak nay safer ka nisar abhi tu pahly safer ke takhen nahi utri |
![]() |
anso ko kabhi adas qatra na smjhna asa tumhy chhat ka samander na mily ga |
![]() |
main us ke ankho main jhankho tu jam jao wo ankh jhaphky tu chaho zara thehr jay |
![]() |
main chup howa tu meri ana chekhti rahi honto pa sahlo ke trah tishngi rahi ik nam kia likha tera sahal ke rait pr phir umer bhr hawaon say meri dushmini rahi |
![]() |
apny khloos ky hatho buhut majboor hon main dosto say bhi bar bar dohky khany achy lgy gila berktu say bhi ha apni dosti lakin ghizain alud shmao ky tanha wairany achy lgy |
![]() |
itny chup chap k rasty bhi gy la ilam chor jayein gay kisi roz nager sham ky bad |









































































0 Comments