Sad Poetry || Urdu Sad Poetry || Sad Poetry In Urdu || Shayari in Urdu:-
![]() |
jany waly dil ko patthar kar gaye phir kisi ko dekh kar ya dharka nahin |
![]() |
maloom agar hota ka bhaty hain hain tujhy ansun ham aankh ka pardy main sawan ko bitha daity |
![]() |
gham ki jageer wirasat main mili ha mujh ko apni jageer main rehta hun mawabun ki tarah |
![]() |
parchaon ky shahar ki tanhaiyun na pooch apna shareek gham koi apny siwa na tha |
![]() |
us ky haseen lab thy tabassum say bay niyaz daikha jo haal mera khayalun main kho gaya |
![]() |
galy milty hain jab do bichry huay saathi adam ham bay saharun ko bari takleef hoti ha |
![]() |
bay wafa nay hamary zakhmun ka yun kuch ilaaj kiya marham bhi lagaya to khanjar ki nok say |
![]() |
milny ki tarah ham say wo pal bhar nahin milta dil us say mila jis say muqaddar nahin milta |
![]() |
ik chand ki talash main ghumy nagar nagar loty to asman nay taray bicha diay |
![]() |
husnay e tarteeb say nahin waqif phool khilty nahin katarun main |
![]() |
pehly say khado khaal na pehly say hain khayal ham kitny ak saal ky andar badal gaye |
![]() |
teri aankhain badal gaye ham say or inkalab kia hoga |
![]() |
zindagi jab bhi kisi shay ki talab krti ha mery hontun py tera naam machal jaata ha |
![]() |
wada wo kar gaye qamar mujh say sham ka kesy katy ge char pehar intazar ky |
![]() |
taskeen dil ky waasty wada to kijiay main jaanta hon ap say aya na jaye ga |
![]() |
wo ak chera jo dekhta tha khaab ki soorat nazar main thehra ha khilty gulaab ki soorat phir us kay tark e muhabbat kay baad duniya main har ik lamha guzara azab ki soorat |
![]() |
shahar k log tujhy yaad karain ya na karain ham jo but bhi tarashain gay wo tujh sa hoga |
![]() |
wo mehfil main ay itna to aankhun nay dekha phir es k baad charagon main roshni na thi |
![]() |
mana k main mujrim tha laikin tum to mera naam na lety |
![]() |
wo mery es qadar kareeb hua us say milna na phir naseeb hua |
![]() |
bagh jahan main or bhi to tum say to hain magar har phool main kahan nazakat gulaan ki |
![]() |
tujh say bichar kar jeena ham nay seekh liya zeher bhi hans ky peena ham nay seekh liya |
![]() |
fursat mily tu poch kabhi un ka hal bi jo log je rhay hain try piyar ky baghir |
![]() |
ku bhol gay ham ko rishta tu purana taha ik ya bhi zamana ha ik wo bhi zamana taha |
![]() |
churhi ke dhar say katti nai charagh ke lu badan ke mout say kirdar nai marta |
![]() |
mat jlao wo hamry khon say chragh ham ny jeenay ke qasam khai ha |
![]() |
abhi say tum becharhna chahty ho abhi tu ibtada ha rabtu main |
![]() |
abhi say tum bicharhna chahty ho abhi tu ibtada ha rabtu main |
![]() |
main na kahta taha k chahat main ujar jay ga tu bari dair ky bad ay dil nadaan smjha |
![]() |
tujh say gruiz bhi ha tri justujo bhi ha tu phir mily kabhi ya meri arzo bhi ha |
![]() |
parhta taha main namz ke sorat jisay phir yu howa k mujh say qaza hogiya wo shaks |
![]() |
hoti nai qabool dua trk ishq ke dil chahta na ho tu zaban main asar kaha |
![]() |
itni he dushwar apny aib ke pahchanha jis qdar krni mulamat or ko asan ha |
![]() |
ik ranjish mian bhula daity hain sab ho kisi ky ham py lakh ahsan |
![]() |
na mahnat pr mayl na qudrat pr qayl samjhty hain tinky ko rastay main hayl |
![]() |
jo dil pr guzarti ha kia tujh ko khaber kuch ham say suna hota phir tu ny kaha hota |
![]() |
us ny acha he kiya hal na pocha dil ka bhark uthta tu ya shulaa na dabaya jata |
![]() |
buhut lagta ha dil suhbat main is ke wo apni zat main ak anjuman ha |
![]() |
ku cheerhty ho ziker na milny ke raat ka pochein gy ham sababtu btaya na jay ga |
![]() |
zabtgham is qader asan nai ha hali aag hoty hain wo anso jo poyay jaty hain |
![]() |
dard or dard ke ha sab ke dawa ak shaks ya ha jalaadun maseeha bakuda ak shks |
![]() |
bashir pahlu main dil rakhta ha jab tak usy duniya ka gham ka khana he pary ga |
![]() |
bolty thay wo hamein ham bhi unhain bhol gay asy badla ha na badly ga zamana hrgiz |
![]() |
tum ko hazar shram sai mujh ko lakh zabat ulfat woraaz ha jo chuphaya na jay ga |
![]() |
muhabbat ke kashti ka sahal nai jaha dob jay kinara smjhna |
![]() |
kiya muhabbtion ky zamany badal gy ab tum kabhi milo hotu anso nikal gay |
![]() |
umer ka bhrosa kia pal sath hojay ik bar akily main us say baat hojay |
![]() |
waqt kat jay ga her sorat tu koi shart zindgi tu nai |
![]() |
koi mun chom ly ga us nahi per shikn rah jay ge yuhe jabein per |
![]() |
toti kuch is ada say sesakti hoi umeed halki se ik sorat aram ban gai |
![]() |
duhrai ha yaron ny kahani uske ankho main ha tasveerourani us ke |
''THANKS For Reading My Poetry Plz Share With Your Friends''
Tags:
sad poetry
sad poetry in urdu
poetry sad
poetry pics
poetry sad in urdu
urdu poetry sms
0 Comments