Us Ke Buhut yaad Ati ha || I MISS YOU || Sad Story || Urdu Sad Story || اس کی بہت یاد آتی
ہے|part2
Bas phir kia zindgi strt hogai us ky bghair,usko daikhy baghir,usko suny baghir,us say batain kiya baghir,mujhy lga jesy meri zindi black and white hogai sab khushiyain khtam hogai.Is waqt tak log mujh pr hansty thy kia asy pagl howa phir raha asy he dramy lgaa raha ha bas ak du din ka nasha ha jald he uter jy ga.lakin un ko kia pta k ya aghaz ishq taha.
Us waqt ak shaks taha jo mujhy samjhta taha mujhy hosla daita taha k saber rakho sab acha he hooga ALLAH per bhrosa rakho,us shaks ny mujhy us waqt sanbhala,meri feeling ko smjha or mery hr dukh ka sathi raha.main jab bhi sad hota us shks ky pas chla jata us say batain krta us say apna dukh bant ta or bs us ky kandhy pr he sar rakh kr roota.
Waqt ke soi chlti rahi or waqt guzerta raha,waqt ka asol ha k wo kisi ky liya bhi nai rukta.ab ya wo time taha jab main usko sochny ky illwa or kuvh bhi nai krsskta taha na usko daikh dakta taha kahien door say bhi nai daikh saskta taha bilkl asa feel hota jasy main us say kabhi milaa he nai jesy wo meri zindgi main kabhi thi he nai,wohi tu meri zindgi thi.
Phir ALLAH ka krna asa howa ky us ny kaein jana taha jo mujhy pta lga taha kahein say or main buht zaydha khush taha ka sahid wo mujh kahein door say nzr ajay halky chances buhut kam thy lakin phir bhi chances tu thay saii.akhir kaar wo din bhi agiya ap yaqeen mano mujhy itni khushi kahien or kisi or ky sath ya kisi bhi moqa pr feel nai hoi thi jo mujhy us din horahi tahi,main buhut zaydaha khush taha mery liya wo din eid ka taha balky eid say bhi barh kr taha.
Us ny kahien jana taha or ak rasty say guzrna taha ma ny bus itna soocha k main usko bs ak nazr daikh lun mery liya buhut ha mera 1 sal nikal jay ga.wo time bhi agiya ma ny door say daikha wo arhai thi neqab kr ky, mery dil ke darhkn barhny lagi main bhi himt kr ky chlny lga uske trf or wo tu weasy he meri trf arhi thi.wo jesy jesy mery qreeb ati ja rahi thi main sun parta ja raha taha.
Ab tak ma ny ya soocha howa tha k bas ak baar usko ankh utha ky daikh lu ga magr jesy wo mery or qreeb ati ja rahi main ajeeb sa hota ja raha taha mery dil darhkn asi thi jesy main darhkn apny kanu say sun raha hun lakin howa kia jab mery bilkl qreeb thi ma chahty howy bhi na daikh saka ma ny apni pori kosish ke mger meri nazr uthi he nai,meri palkain asy jhujhi k us ky waha say guzerny tak nai uthi jab wo mery sath sy guzer gai tu ma ny kud ko thora relax feel kiyAa.
Itna intzar itna arsa wait krny ky bad bhi usko ankh bhr kr bhi na daikh saka.asa ak du baar or bhi howa main soochta is bar tu usko lazmi daikho ga magr jab usky qreeb hota darhkn buhut taiz or ankhy hmasah ke trah usky agy uthti henai.
Ab meri muhabbat buhut purani hogai ha ma ny college pas kr liya graduate bhi hogiya,buhut logo say mila uni main buhut larkio say wasta paraa lakin mujhy koi larki achi he nai lagii.main jab bhi kisi larki ko daikhta mujhy meri muhabbt yad ati.even k mujhy kai larkio ny propose bhi kiya pr mujhy kisi larki main wo baat nai lagi.aksar main soochta yr agr ya larki meri bivi ho tu keasa rahy ga agr wo lakri asay mukhtlif laryio ko imagin krta mager mera dil bilkul bhi nai manta jab jab asa soochta mujhy bas ak wohi chahra yaad ata.

In short agr koi meri shadi ke bat krta ya main kud sochta tu mujhy akhe chahra yaad ata ma ny itna arsa guzar liya buhut logo say mil liya mager uske kami kahien pori nai hoi usky hawaly say meri zindgi adhori ha ya yun kahy sakty meri zingdi ka a hissa mery pas he nai ha pta nai in future mera wo hissa mery pas ata ya nai ya sab tu phir taqdeer ke batain hain., is main hmra zoor kaha chlta ha wohi hota ha jo manzoor kuda hota ha.
Ab tak meri muhabbat ko taqreeban 10 + sal hogy ab mera point of view kiya ha??
main ya nai chahta main rooz us say batian kro whats app kro video calling kro gd night gd morning kro ya us say milo ya usko daikho us ka peecha kron nai asa kuch nai chahta main ajkl ly larko ke muhabbat ke trah mera ya kiyal bikil bhi nai ha main bs ya chahta hun jab uske shadi horai ho jab shadi waly din uska hath kisi ky hath main hu jab wo kisi ke hony ja rahi hu jab wo ksi ky ghr ja rhai hu , wo main hun wo mera hath hu or wo mera ghr hu main bs itna chahta or wo bhi sirf ALLAH say chahta hun kisi or say nai.ager asa hogiya tu meri life mukaml hojay ge,mian mukaml hu jaon ga.
3 Comments
oho sad
ReplyDeleteOhh really sad 😥😞
ReplyDelete:(((((((((
ReplyDelete