😢😢

|| Us Ke Buhut Yad Ati Ha || I MISS YOU ||
Us ke buhut yaad ati ha ,han buhut yaad ati ha.buhut zayda yaad aati ha kia kron us say door nai ja sakta jitni kosish kron bay sood.kash koi asa treeqa ho jis say main us ke yadion say door hojaon.Wo mery liya sb kuch ha :
''YOU ARE NOT MY NO 1,YOU ARE MY ONLY ONE ''
Ya meri ak sad love story ha. Ak larki thi buht piyari se mery liya is duniya main us say zaydaha koi or piyara nai hosakta.Wo meri class mian parhti thi main usko hmasha daikhta taha or wo bhi mujhy daikhti thi.
Ak dosry ko daikhy bina raha nai jata taha.main usky sath batain krta taha usky sath mzak krta usko kabhi tang krta usko hnsata kabhi kabhi na chahty howy gussa bhi dillaa daitaa taha.usko hansty howy daikhta taha bas yahi chl raha taha tab life main kabhi driectly baat na ma ny ke na us nay bas ankho ke zaban say he bat hoti thi or shaid yahi hmary liya kafi taha .
Sab acha chl raha taha zindgi kuch zaydha he khubsort lagny lgi thi k achnak wo time agiya jis mian ham ny ak dosry say juda hona taha,yani school chang . Us ny kisi or school jana taha or main ny kisi or school mian us din hmari farewell party thi us ny mujh say thori baat ke jo mujhy aj bhi hu b hu wesy ke weasy jasy us ny boli thi, yaad ha.
Us din main school mian zaydha ruka nai kuky mujhy buhut rona arha taha.main mun chuphata howa hamsha ky liya waha say chlaa giya.or us din ky baad ma ny usko ajtak kabhi nai daikhaa.Taqreebn 10 saal hogay.Iska ya qati matlb nai main bhool giya wo aj bhi mery dil ky hr ghoshy main mery dil ky hr hissay main hain balky ya sai rhay ga wo meri rag rag main hain main jab chaho usko mahsos krsakta hun.Ab tak koi asi raat nai k mujhy wo yaad na ai ho.
Itna yaad na aya kr ay mry mahbob
tujhy yad krty krty ham kud ko bhol jaty hain
Phir kia zindgi he peekhi hogai kuch acha nai lagta taha sab boring dil udas rahny laga bas usi ky bary main sochta rahta taha uske batain yaad krta taha us say related hr chez ko bas hasrat bhri neghaho say daikhta taha.Us ko yaad krty howy mery ankhy ashk bar hojati thi joky apni is hrkt say ab bhi baaz nai ati.

Usko yad krty hoey pta he nai chlta kab din say raat or raat say din ho jata.kia asi hoti muhabbat?????main tu isko ishq kahtaa...weasy tu ISHQ tu buht bara lafz ha apny ap main lakin meri muhababt bhi ishq say kam nai.Akhir asa ku or keasy hojata k apke zindgi main ak insan apky liya itna khas keasy hosakta ha usy illwa or bhi tu buhut duniya ha phir wohi ku akhir KU??????
Ak waqt asa taha jab mery dost muhabbat ky bary main bary main bat krty thy ak dosry ke love stories ak dosry ko sunaty thay or main tab un pr hansta taha or kahta taha ya sab easy bakwas kr rhay hain easy dramy lga rhay hain kuch asa nai hota,lakin ab unka ak ak lafz mujhy sacha lagta unke akak bat sahi lagti kuky ab ya sab mujh say guzer chuka ha or guzar rahaa ha .wo kahty hain na kisi dosry ke takleef ka andaza tab tak nai hota jab tak kud pr na guzry.
OK dosto baqi story agly article main ab mujhy neend arhaii,is waqt time almost 4AM ha .
'' Kahein dukhun ka tazkra kahein ghmao ka tazkra
Ma ru diya zindgi ke kitab daikhty hoewy...''
3 Comments
Vvvv 😥😔😟🙁
ReplyDeleteheart touching words
ReplyDeletethanks
Delete