
|| Wo Sochti Tu Hoge ||
Wo Sochti tu hoge,ak larka taha jo mujh per mrta taha,jo mujhy daikhny k liya trasta taha,jo mujh say muhabbat krta taha,jo mery liya pagal taha,jo mery liya orun say larta taha,jo mujhy apna sab kuch smjhta taha wo sochti tu hoge han zror sochti tu hoge.
Wo kuch tu zror sochti tu hoge kuch acha ya kuch bura usky labun or mera nam tu ata hoga soch kr kitni khushi horhi,mera nam or us ke zaban itna khush qismat main.main tu chahta wo meri hojay tu sari zindgi uske zaban py mera nam he rhay,usky dil main mera kiyal rhay,usky zahn main meri soch rhay,usky ky kiyalun main ziker rhay,usky kwabun main mera raaj rhay,uspr uske her cheez pr sirf or sirf mera haq rhay.
Kia asa hosakta ha.mery khwabun ke shazadi tu wohi ha kia main usky shazada hosakta hun,mery dil ke saltanat ke malka tu wohi ha kia main usky dil ke saltanat ka badshah hosakta hun,meri zindgi ke sab say bari khwahish wo ha,kia main uske khwahish ban sakta hun,meri zindgi ke wo roshni ha wo kia main usky liya ujlaa ban sakta hun,muktasar wo mery liya mera sab kuch ha,meri khushi ke wajha,mery jeenay ke wajha,mera sab kuch mery dil main tu uska itna maqam ha kia bs mery bary mian soochti hoge halka sa itna sa sooch kr main khush hojata mery chahry pr verbally smile ajati.
|| Wo Larka Aj Bhi Usy Yad Krta Ha ||
Wo larka aj bhi usko yaad krta ha.Is say koi frq nai prta k kitna arsa hogiya usko us larki say juda howay.muhabbat krny walu ky liye ya cheezain matter nai krti.muhabbat krny waly bs muhabbt krty hain judai,ya fasly darmiyan main jo hoty in chezun say unko koi frq nai prta isi ka name tuy ha muhabbat ha.
Uske yadian aj bhi us ko stati hain, aj bhi wo ratun ko so nai sakta, aj bhi usko intzar ha apni muhabbat ka,aj bhi wo uske yadun main ghut ghut kr jee raha ha,aj bhi wo usky liya tarap raha ,aj bhi wo sab say apni muhabbat ke bheekh mangny ko tyar ha, aj bhi uske chaht wasi ha jesy 10 sal phaly thi,wqt tu badla ha gharhi ke soi tu agy nikal gai ha lakin uske muhabbat main rati bhr bhi frq nai aya, aj bhi wo uska usi trah dewnaa ha.uske ya dewangi kab khtam hoge ya tu ab usko kud bhi nai pta,kab ya dewangi ishq main badal jay ya nai pta usko or ishq wo blaa ha jis main insan apna app tu bhol jata ha mager apna mahbob kabhi nai bhol sakta.aj bhi wo ALLAH say mantaein maan man raha usko panay k liya aj bhi her nmaz ky baad ke pahli dua wo ha isky liya.aj bhi wo usky liya ghirghrata ha apny Allah ky agy.
jidhr bhi jao meri nzer main usi ka sayaa tu ha
wo mery dehan key sab rastun main rahta ha
Kisi ko panaa itna mushkil ku ha ajkal.ajkal sachi muhabbat ke ku value nai ha,ku ajkal koi kisi ka dard nai smjhta,loog ajkal itny seght dil ku hain,unhein kisi ke muhabbat ku nzer nai thi , ku wo andhy hojaty hain ku muhabbat ko nai daikh sakty ku pahchan nai sakty.muhabbat krna koi itna bara jurm tu nai ha.kash k sab muhabbat ko smjhty muhabbat krny wlu ko smjhty unky dard ko smjhty k koi shook say ratun ko uth ke nai rota,koi shook say ratun ko nai jagta,koi shok sy kisi ky liya nai trapta,koi shok say kisi ky liya pal pal nai marta,koi shok say kisi ka salhasal intzar nai krta,apni muhabbat ke wajha say koi shok say apnu takleef main dalta,koi shook say kisi say muhabbat ke bheek nai mangtaa,koi shook say apni ego say pechay nai hat ta,muhabbat he ha jo ya sab krwati ha warna kis main itni himmt k kudkashi tak bhi pounch jay.
Kuda ky wasty kisi per fatway lagany say phaly plz usko smjhein uske majbbori ko smjhy thandhy dil or demagh say soochy apni anaa ko side pr rakh kr soochy shaid ap ko kisi ke muhabbat ke ahsas hojay,plz plz for god sake kisi ke muhabbat ko apni anaa ka masla na banein.
tumhary bs main ho ager tu bhol jao mujhy
tumhay bhulany main shaid hamein zamana lgy ga
Aisi duniya jahan rishty aker aty jaty rehty hn, kisi ko ab tk yaad rakhny ta tasavur he insani Dil ke mazbooti ka sboot ha. y aik yaad dehani ha k sacchi muhabbat koi miyad khtm hony ke tareekh nahi janti ha, or y k museebt k waqt bhi qaim rehti ha. Halaat ke waja sy alg hon ya faani ke majburiyun mn jakry huay, hmary dilun khas mqam rkhny waly hmary sath rehty hn, un ke mojoodgi hmari nabz ke har dharkn mn mehssos hoti ha.
Aakhir mn, '' Wo Usy Ab Tk Yaad Krta Ha'' ke kahani muhabbat ke kahani sy ziyada nahi ha, y insani ta-aluk ke pa-e-dar takat ka saboot ha. Y hamin yaad dilata ha k zindagi hmain jahan bhi ly jaye, jo bandhan hum doosrun k sath bnaty hn wo kabhi nahi tooty, wo un yaadun mn zinda rehty hn jinhan hum Azeez rkty hn apny tajurbat ko tashkeel daity hn or hmari zindagiyun ko gehry or dair pa tareekun sy takviyat bakhshty hn...
1 Comments
Ooww sad 😥
ReplyDelete